"Raat Bhar"
Aa raat bhar.. aa raat bhar..
Jaayein na ghar.. jaayein na ghar..
Hai saath tu.. Kya hai fikar
Jaayein na ghar.. aa raat bhar
Jaayein jahaan jahaan jahaan dil kare
Jaane kahaan kahaan kahaan phir mile
Iss raat mein beete umar, saari umar
Aa raat bhar, jaayein na ghar
Namkeeniyan hain, nazdikiyaan hain
Rang hi rang hai nazaaron mein
Hansne lagi hoon, phansne lagi hoon
Armaan dil mein hazaaron hain
Toh paar de sabhi hadein
Gale lage kabhi nahi hone de sehar
Iss raat mein beete umar, saari umar
Aa raat bhar.. (aa raat bhar)
Aa raat bhar.. (aa raat bhar)
Jaayein na ghar.. (jaayein na ghar)
Aa raat bhar
Aa raat bhar.. Aa raat bhar..
Jaayein na ghar.. jaayein na ghar..
Hai saath tu.. Kya hai fikar
Jaayein na ghar.. aa raat bhar
Jaayein jahaan jahaan jahaan dil kare
Jaane kahaan kahaan kahaan phir mile
Iss raat mein beete umar, saari umar
Aa raat bhar, jaayein na ghar
Namkeeniyan hain, nazdikiyaan hain
Rang hi rang hai nazaaron mein
Hansne lagi hoon, phansne lagi hoon
Armaan dil mein hazaaron hain
Toh paar de sabhi hadein
Gale lage kabhi nahi hone de sehar
Iss raat mein beete umar, saari umar
Aa raat bhar.. (aa raat bhar)
Aa raat bhar.. (aa raat bhar)
Jaayein na ghar.. (jaayein na ghar)
Aa raat bhar
Aa raat bhar.. Aa raat bhar..
0 comments:
Post a Comment